There is a great sayings, "Common Sense is not very Common" . So, Paheli Ki Duniya brings you the great collection of funny common sense questions in urdu with answers. This funny common sense iq test will help you to evaluate that how sharp is your bran and where does your "common sense" stands. Give it try first, to figure out the answer, if you failed, then click on "Show Answer" option to find the answer.
Common Sense Questions in Urdu PDF
We are working on to make a PDF compilation of Common Sense Paheliyan & Questions with Answers. That PDF will contain following Riddles & Questions.
- Common Sense Test Paheliyan & Questions
- Woh Kya Cheez hai Jo Paheliyan
- Funny Sawal Jawab & IQ questions
- Tricky Common Senes Questions
Agar apko sarak par 10 hazar ropay ka currency note gira hoa milay tou app us se 7 hazar rupay ka phone kahraiday gay ya 8 hazar rupay kay pakoray? Ye bohat hi Tricky Question hai. Bohat se log is ka ghalat javab detay hain. By the Way, hamari website par aur bhi bohat si Tricky Paheliyan hai. Is page ko Check kareny ke bad unhen bhi check lazmi ki jiye ga. Top 15 Tricky Paheliyan
common sense questions in urdu |
Bohat hi Dilchap paheli hai ye. Zayada tar bachay is paheli ka bilkul sahi javab dety hain. Kyun ke wo logical sochnay ke bajaye, apni Common Sense ka istemal karty hain.
Tou saval ye hai ke Aik Jotay (Shoes) ke sath humesha kya hota hai ?
common sense paheliyan in urdu with answer |
Doston, bachy is ka bhi javab bilkul durust day detay hain. Amir ne mari hoi bili ko chaltay hoay dekha. Batayen aisa kaisay mumkin hai?
common sense questions paheliyan |
Dosto kya ap ke sath bhi aisa hoa hai. Commet mei humen zarror batayen. Aik dokandar ne 2 kilo wazan tola. Laykin gahak ko aik kilo wazan ka hi saman diya. Aur us ne beyimani (cheating) bhi nahi ki. Batayen aisa kaisay mumkin hai ?
Han bhaye, par gaye na mushkil mein ke aisa kese ho sakta hai? Commo Sense use karo bhaiya commmon sense.
common sense sawal jawab in urdu |
Bharti (Indians) , Pakistaniyon se zayada kahan kyun khatay hain? Kyun ke unko bhook zayada lagti hogi. Ap ne bhi bilkul aisa hi socha tha na ? Laykin javab ye nahi hai.
Common Sense Questions in Urdu |
Wese tou koi bhi cheez normaly denay ke bad li jati hai. Laykin ap se sawal hai ke Woh kya cheez hai jo Ap ko denay se pehlay li jati hai? Mere khayal se is Question ka javab "MEHNAT" hai. Kahir ap Show Answer par click kar ke Answer Dekhen.
wo kya cheez hai jo ladki ko denay se pehlay li jati hai |
Common Sense Question: Woh kya cheez hai jo aik andha bhi dekh sakta hai ? I think is Riddle ka answer hai "DREAM" jisay Urdu mein "KHUWAB" aur Hindi mein "SAPNA" kehtay hain. But wait a minute. Scientist ka mana hai ke Insan jo bhar Din mein dekhta hai ya sochta hai wohi usko Khuwab ban kar dikhta hai. Tou is lehaz se DREAM tou answer ghalat hogaya.
common sense woh kya cheez hai jo aik andha bhi dekh sakta hai |
Woh kya cheez hai jo humesha agy hi jati hai laykin kabhi peechay nahi jati? Rail Gari :P
woh kya cheez hai jo humesha agy hi jati hai paheliyan |
Woh Kaunsa Admi Hai Jo Din Mein 20 Dafa Bhi Shave Karay tou Uski Darhi Per Koi Faraq Nahin Parta?
Ye tou Dimagh ka Dahi karny wali Paheli hai. Matlab aisa konsa admin ho sakta hai? Shayed uski darhi mein STEEL IRON dala ho :D
common sense sawal jawab in urdu |
common sense paheliyan in urdu with answer - bus driver paheli |
Aik bus driver one way road ki mukhali simt mein ja raha tha. Kuch agay signal red honay ke bawajod ho nahi ruka. Aik borhi aurat ko takar bhi mari. Phir bhi qareeb tehray Traffic Police officer ne uska challan nahi kiya. Batayen kyun?
Peeli Ink walay pen se Asim neela likh raha tha. Aisa kaisay mumkin hai?
|
5 Comments
Please provide the answers too
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeletemurda shakhs k liye
ReplyDeletemor anda nahin deta
ReplyDeletePlease also provide the answers in some how. Like you can make another page for the answers. First try your self if you were not able to answer these questions then click on this link to get your answers. Please make some kinda system like this?
ReplyDelete