Kanwal Ko Kese Maloom Hoga Uski Behan Ka? Paheliyan in Urdu Hindi with answers - Paheli Ki Duniya

7 Urdu Paheliyan To Test Your Logic | Paheli Ki Duniya | Long Riddle Episode 4

Kanwal aur aqsa do behen sair kartay hoay ek jungle mein pohanch jati hain. Tabhi achanak taiz barish shuru ho jati hai. Tou wo dono barish se bachnay ke liye qareeb mojod ek ghar mein dakhil ho jati hain. Wo ghar ek jadugar ka hota hai. Jadugar un ke bina ijazat ghar mein dakhil honay par naraz ho kar kehta hai..
Jadugar: Mein bahir nahi ja sakta. Jab barish rukay gi tou tum dono mein se kisi ko bahir ja kar mere liye darkht par se ek phal tor kar lana hai. Laykin yad rakhna sirf ek hi phal torna. Agar ek se zayada phal toray tou tum khud bhi darakht ban jao gi..
Ye bat sun kar Aqsa kehti hai ke mein phal tor kar laon gi aur barish rukany ke bad wo  bahir jati hai aur ek darakht par se phal tor leti hai. Tabhi us ke dill mein lalach ati hai ke kyun na mein apni aur apni behan ke liye bhi ek ek phal tor lon. Jesay hi wo dosra phal torti hai tou khud bhi darakht ban jati hai.

Jadugar kanwal Se kehta haiTumhari behan ne mere hukam ki nafarmani ki hai is liye mene use darkht bana diya hai.. Is liye ab tum ja kar mere liye pahal lay ker aoo. Laykin ek bat yad rakhna , agar tum ne us darakht par se phal tora jo tumhari behan hai tou tum khud bhi darakht ban jao gi.Tou youtube Family Ap bataiye ke Kanwal ko kese maloom hoga ke konsa darakht uski behan hai.

Is paheli ka javab Janay ke liye nechay mojod YouTube Video Dekhay

-------------------------------------------------------

Watch Video

-------------------------------------------------------


Paheli Ki Duniya YouTube Channel brings you latest funny,interesting, difficult paheliyan in Urdu with answers 2020. For paheliyan in urdu with answers on facebook you can Like our page. So , just try these Urdu / Hindi paheliyan to test your logic or brain. We provide urdu paheliyan jawab ke sath 2020 and boycott gandi paheliyan in urdu with answers as it makes brain filthy. Aur Paheliyan with answer in urdu pic, easy mushkil pahliyan, common sense questions in urdu with answers.

Post a Comment

0 Comments