Best Poetry Paheliyan Hindi Urdu with Jawab

Welcome to best place for old poetry dada dadi paheliyan riddles with answers.

urdu hindi poem riddles


Ji Friends, are you ready to test your mind on this riddle? Paheli ye hai.. "Gonj Garaj Jaisay Tofan, Chaltay Phirtay Chand Makan, Jin ke Andar Aik Jahan, Pohanchay Pindi se Multan, Sochen aur apna jawab comments section mein post karen
Show Answer

Rail Gari (train)

Test your mind on this riddle? Paheli ye hai.. " Pani se bhara sheeshay ka gola, Lo mein chala, atay hi bola. Sochen aur apna jawab comments section mein post karen.

Show Answer

Pani ka Bulbula (Water Bubble)

MITI SE NIKLI AIK GORI, SAR PAR PATOON KI BORI, Sochen aur apna jawab comments section mein post karen
Show Answer

Moli

AIK MEDAN KI PANCH SARKEN, KOI CHOTI HAIN KOI BARI HAIN, Sochen aur apna jawab comments section mein post karen.

Show Answer

Hath ki 5 Ungliyan

Mera Paon, Uska Pait. Qadmoon mein jata hai Lait? Sochen aur apna jawab comments section mein post karen.

Show Answer

Joota (Shoes)

This is a very old riddle we used to hear in our child hood. Raja Ranai Kaho Kahani. Aik Gharay Mein 2 Rang Pani :D

Show Answer

Annday (egg) ke undar Zardi (Yolk)

Hum man beti, Tum man beti Bhag ki sair ko gaye Chay aam toray, 2,2 sab ne khaye Batayen Kaisay

Show Answer

Total 3 people, Grandmother, Mother and Daughter (Nani, Maa'n, Nawasi)

Paheli Ki Duniya YouTube Channel brings you latest funny, interesting, difficult ladko ki paheliyan, ladkiyon ki majedar paheliyan, bachon ki paheliyan, 3 dosto ki paheliyan, saheli bujh paheli images facebook, husband wife paheliyan in urdu with answer 2021.World Famous Paheliyan in Urdu with Answers Ye boaht hi purani nana nani dada dadi ke zamany ki paheli hai. Wo log jo 1980s - 1990s ke era mein paida hoay hain . Unho ne ye paheli zaroor suni hogi.

Show Answer

Tungtun Bulb (Peeli Roshni wala Bulb)

Khencho mujhay tum jitna - Chota hi hota jaon - Bujho tou mera naam - Ya khud hi naam bataon.

Show Answer

Cigarette

Dekhi hadi na baal , Khal ke upar nechay khaal, Jo bhi usko kaam mein laye, Usko apni chal dikhaye.

Show Answer

Gloves

Pahar ke andar se aaye Ghar mein akar ghull mill jaye

Show Answer

Naamak (Salt)

Jab hi aye hosh uraye Phir bhi sab kehtay hain ke aaye

Show Answer

Sardi/Garmi (Winter/Summer)

Us ke hotay kuch na khaya Khaya jab usko na paya

Show Answer

Roza (Fast)

Post a Comment

0 Comments